Suna Sakay Ga Sahi Maqtal E Hussain

Momin Ki Har Sada Ko Taira Intezar Hay
Eman Ki Baqa Ko Taira Intezar Hy
Phr Sajda E Hussain Ki Hayat Hay Deen Ko
Aa Ja Ka La Ilha Ko Taira Intezar Hy
Parda Hata K Daikh Mairey Daur K Hussain
Haan Aab Bhi Karbala Ko Taira Intezar Hy
Baichain Zulfiqar Hy Beetab Murtajis
Abbas E Bawafa Ko Taira Intezar Hy
Tu Hi Suna Sakay Ga Sahi Maqtal E Hussain
Har Majlis E Azza Ko Taira Intezar Hy

Top Searches:

  • Www deeniyat com
  • karbala sms
  • wiladat imam hussain shayari
  • shayari on wiladat e imam e zamana
  • wiladat e imam hussain shayari
  • deeniyat msg
  • karbla sms in hindi